Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeYeh Raat
HomeYeh Raat
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


ye raat aashiqaana chhaya sama suhaana nazren milaane waale dil bhi zara milaana zulfen hasin ghataayen aankhen sharaab khaana tujhse nazar mili kya dil ho gaya deewaana ye raat aashiqaana chhaya sama suhaana nazren milaane waale dil bhi zara milaana zulfen hasin ghataayen aankhen sharaab khaana tujhse nazar mili kya dil ho gaya deewaana tere liye hai aaja palkon ke ye ishaare honthon ki mast kaliyaan aankhon ke shokh taare chhaaya hua nasha hai apni kise khabar hai kya jaane main kahaan hoon kya jaane dil kidhar hai tere liye hai aaja palkon ke ye ishaare honthon ki mast kaliyaan aankhon ke shokh taare chhaaya hua nasha hai apni kise khabar hai kya jaane main kahaan hoon kya jaane dil kidhar hai kuchh keh raha hai tujhse ye dilruba zamaana nazren milaane waale dil bhi zara milaana zulfen hasin ghataayen aankhen sharaab khaana tujhse nazar mili kya dil ho gaya deewaana behke huye kadam hain behki huyi fiza hai dil ka har ek armaan tujhko pukaarta hai dil mein tujhe
ye raat bahot rangeen sahi ye raat bahot rangeen sahi iss raat mein ghum ka zehar bhi hai naghmon ki khanak mein doobi huyi fariyaadon puaa ki lehar bhi hai ye raat bahot rangeen sahi tum raqs karo main sher padhun matlab to hai kuchh khairaat mile iss kaum ke bachchon ki khaatir kuchh sikkon ki saugaat mile sikke to karodon dhal dhal kar taksaal se baahar aate hai kin waaron mein kho jaata hai kin pardon mein chhup jaate hai ye zulm nahin to phir kyaa hai pasie se to kaale dhandhe hon aur mulk ki waaris naslon ki taleem ki khatir chande hon ab kaam nahin chal sakne kaa reham aur khairaat ke naare se iss desh ke bachche anpad hai daulat ke galat batwaare se badle ye nijaam e zardaari badle ye nijaam e zardaari keh do ye siyaasatdaanon se ye maq alhal hone ka nahin kaagaz pe chhape elaanon se ye maq alhal hone ka nahin kaagaz pe chhape elaanon se ye raat bahot rangeen sahi iss raat mein ghum ka zehar bhi hai ye raat bahot rangeen sahi
ye raat bheegi bheegi ye mast fizaayen utha dheere dheere wo chaand pyaara pyaara ye raat bheegi bheegi ye mast fizaayen utha dheere dheere wo chaand pyaara pyaara kyun aag si laga ke gumsum hai chaandni sone bhi nahin deta mausam ka ye ishaara ithlaati hawa neelam ka gagan kaliyon pe ye behoshi ki nami aise mein bhi kyun bechain hai dil jeevan mein na jaane kya hai kami kyun aag si laga ke gumsum hai chaandni sone bhi nahin deta mausam ka ye ishaara ye raat bheegi bheegi ye mast fizaayen utha dheere dheere wo chaand pyaara pyaara jo din ke ujaale mein na mila dil dhoonde aise sapne ko iss raat ki jagmag mein doobi main dhoond rahi hoon apne ko ye raat bheegi bheegi ye mast fizaayen utha dheere dheere wo chaand pyaara pyaara kyun aag si laga ke gumsum hai chaandni sone bhi nahin deta mausam ka ye ishaara aise mein kahin kya koi nahin bhoole se jo hum ko yaad kare ek halki si muskaan se jo sapnon ka jahaan aabaad kare ye raat bheegi bheegi ye mast fizaayen utha
ye raat bhi jaa rahi hai ke ghum ki ghata chhaa rahi hai mere humdam tu nahinnnn aaya ye raat bhi jaa rahi hai jaa rahi hai jaa rahi nahin jiss taraf koi manzil usi raah pe chal rahi hoon teri yaad mein o sitamgarrrrr shamma ki tarah jal rahi hoon jal rahi hoon shamma bhujhi jaa rahi hai mere humdam tu nahin aaya aaaaa aaaaaa hoooo ooooo ooooo aaaaaa aaaaa aaaaa aaaaaajaaa huyi dushmani aasmaan ki muhabbat ki har daastan se kahin ye naa ho ke tu aayeeee chale jaayen hum iss jahaan se iss jahaan se honthon pe jaan aa rahi hai mere humdam tu nahin aaya ye raat bhi jaa rahi hai jaa rahi hai jaa rahi hai
ye raat ek si hoti hai ye raat ek si hoti hai koi jaagta hai koi sota hai aisa hi hota hai har baat ek si hoti hai har baat ek si hoti hai koi hasta hai koi rota hai aisa hi hota hai ye raat ek si hoti hai tu ruthe bhaia mujhko ye baat pasand nahin dukh sukh ka badal chhaane se koi sambandh nahin tu ruthe bhaia mujhko ye baat pasand nahin dukh sukh ka badal chhane se koi sambandh nahin koi sambandh nahin barsaat ek si hoti hai barsaat ek si hoti hai koi bheegta hai koi chalta hai aisa hi hota hai ye raat ek si hoti hai aaaa aaaaaa aaaaaa aaaaa dil pe chot lage to dil mein dard hota hai ye dard jo hans ke sehta hai wo mard hota hai dil pe chot lage to dil mein dard hota hai ye dard jo hans ke sehta hai wo mard hota hai wo mard hota hai ye ghaat ek si hoti hai ye ghaat ek si hoti hai koi jeeta hai koi marta hai aisa hi hota hai ye raat ek si hoti hai ye raat ek si hoti hai
ye raat ek si hoti hai ye raat ek si hoti hai koi jaagta hai koi sota hai aisa hi hota hai har baat ek si hoti hai har baat ek si hoti hai koi hansta hai koi rota hai aisa hi hota hai ye raat ek si hoti hai dil pe chot lage to dil mein dard hota hai ye dard jo hans ke sehta hai wo mard hota hai dil pe chot lage to dil mein dard hota hai ye dard jo hans ke sehta hai wo mard hota hai wo mard hota hai ye ghaat ek si hoti hai ye ghaat ek si hoti hai koi jeeta hai koi marta hai aisa hi hota hai ye raat ek si hoti hai khil kar murjhaane ko hi saare phool khilte hain mil kar hi bichhdane ko sab log milte hain khil kar murjhaane ko hi saare phool khilte hain mil kar hi bichhdane ko sab log milte hain sab log milte hain mulaqaat ek si hoti hai mulaqaat ek si hoti hai koi milta hai koi khota hai aisa hi hota hai ye raat ek si hoti hai har baat ek si
ye raat hai pyaasi pyaasi ye raat hai pyaasi pyaasi pyaasi naa guzar jaaye tum baahon mein aa jaao tum baahon mein aa jaao yaa waqt thehar jaaye ye raat hai pyaasi pyaasi nayi yaad dil ko jalaane lagi hai machalnaa sikhaane lagi hai jawaan pyaar kaaboo mein kaise rahega ke angdaayi aane lagi hai ye palken uthaao ye nazren milaao masti bikhar jaaye ye raat hai pyaasi pyaasi ye raat hai pyaasi pyaasi kayi rang dekhe tumhaare labon mein kaho to koi hum chura len zara shokh karlen ye saada saa jeevan jawaani ko rangeen banaa len ye aankhen naa phero ye zulfen bikhero duniyaa sanwar jaaye ye raat hai pyaasi pyaasi ye raat hai pyaasi pyaasi pyaasi naa guzar jaaye tum baahon mein aa jaao tum baahon mein aa jaao yaa waqt thehar jaaye ye raat hai pyaasi pyaasi
ye raat khushnaseeb hai jo apne chaand ko kaleje se laagaye so rahi hai yahaan to ghum ki sej par humaari aarzoo akeli munh chhupaye ro rahi hai ye raat khushnaseeb hai jo apne chaand ko kaleje se laagaye so rahi hai saathi maine paa ke tujhe khoya kaisa hai ye apna naseeb hoooo tujhse bichhad gayi main to yaaden teri hain mere kareeb hooooo tu meri wafaaon mein tu meri sadaaon mein tu meri duwaaon mein ye raat khushnaseeb hai jo apne chaand ko kaleje se laagaye so rahi hai katti nahin hai meri raaten katte nahin hai mere din hooo mere saare sapne adhure zindagi adhuri tere bin hooo khaabon mein nighahon mein pyaar ki panaahon mein aa chhupaa le baahon mein ye raat khushnaseeb hai jo apne chaand ko kaleje se laagaye so rahi hai yahaan to ghum ki sej par humaari aarzoo akeli munh chhupaye ro rahi hai
ye raat ye raat ye raat ye raat ye raat suhaani raat nahin aye chaand sitaaron so jaavo aye chaand sitaaron so jaavo so jaavoooo so jaavoooo ye raat suhaani raat nahin aye chaand sitaaron so jaavo aye chaand sitaaron so jaavo so jaavoooo so jaavoooo armaan lute deewane ke par toot gaye parwane ke armaan lute deewane ke par toot gaye parwane keeeee naa maut mili naa aazadi kismat mein likhi thi barbaadi ab kaun kahe duniyaa ko haseen naaqam bahaaron so jaavo aye chaand sitaaron so jaavo so jaavoooo so jaavoooo aye ranj o alam ke begaanon tum mera fasaana kya jaanon aye ranj o alam ke begaanon tum mera fasaana kya jaanon wo chot lagi hai seene par majboor hoon aansoon peene par dil se naa uthe toofan kahin betaab nazaaron so jaavo aye chaand sitaaron so jaavo so jaavoooo so jaavoooo ye raat ye raat ye raat suhaani raat nahin aye chaand sitaaron so jaavo aye chaand sitaaron so jaavo so jaavooo
ye raat ye fizaayen phir aayen yaa naa aayen aao shamma bhujhaa ke hum aaj dil jalaayen ye raat ye fizaayen hmm hmm hmm hmm hmm phir aayen yaa naa aayen aaaa aaaa aaaa aaaa aao shamma bhujhaa ke hooo oooo ooo oooo hum aaj dil jalaayen ye raat ye fizaayen aaaa haaaa phir aayen yaa naa aayen oooo hooooo aao shamma bhujhaa ke hum aaj dil jalaayen ye raat ye fizaayen aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa ye narm si khaamoshi ye reshami andhera kehta hai zulf kholo ruk jaayega saveraa jugnu se mil ke chamke taare se jhilmilaaye aao shamma bhujhaa ke hum aaj dil jalaayen ye raat ye fizaayen aa aa aa aa aa aa aa aa aaaa aa aa bheegi huyi hawaa hai ab raat dhal rahi hai aise mein do dilon ki ik shamma jal rahi hai ye pyaar ka ujaala mil ke amar banaaye aao shamma bhujhaa ke hum aaj dil jalaayen ye raat ye fizaayen
ye raatein ye raatein ye mausam ye hasnaa hasaana ye raatein mujhe bhool jaana inhein na bhoolana bhoolana bhoolana ye raatein ye behki nigahen ye behki nigahen ye behki adaayein ye behki nigahen ye behki adaayein ye aankhon ke kaajal mein doobi ghataein fizaa ke fizaa ke labon par fizaa ke fizaa ke labon par ye chup ka fasana mujhe bhool jaana inhein na bhoolana bhoolana bhoolana ye raatein chaman mein chaman mein jo mil ke bani hai kahaani humaari muhabbat tumhaari jawaani chaman mein ye do garm saanson ka ik saath anaa ye badlii ka chalnaa ye boondon ki rumjhum ye badlii ka chalnaa ye boondon ki rumjhum ye masti ka aalam ye khoye se hum tum tumhaara tumhaara mere saath ye gungunana mujhe bhool jaana inhein na bhoolana bhoolana bhoolana ye raatein
ye raaten nai puraani ye raaten nai puraani aate aate jaate kahti hain koi kahaani ye raaten nai puraani aate aate jaate kahti hain koi kahaani ye raaten aa rahaa hai dekho koi jaa rahaa hai dekho koi sab ke dil hain jaage jaage sab ki aankhen khoi khoi khaamoshi karti hain baaten ye raaten nai puraani aate aate jaate kahti hain koi kahaani ye raaten kyaa samaan hai jaise khushboo ud rahi ho kaliyon se guzari ho nindiyaa mein palakon ki galiyon se sundar sapanon ki baaraaten ye raaten nai puraani aate aate jaate kahti hain koi kahaani ye raaten kaun jaane kab chalengi kis taraf se ye hawaaen saal bhar to yaad rakhnaa aisaa na ho bhool jaayen is raat ki mulaakaaten ye raaten nai puraani aate aate jaate kahti hain koi kahaani ye raaten nai puraani aate aate jaate kahti hain koi kahaani
yeh raat yeh raat jali ki chipkali raat yeh raat kadi aur kombdi ki raat yeh raat na ugli hi jaaye na nigli hi jaaye yeh kaali zehreeli raat pal pal bal khaati pal pal uljhaati palken jhapakti raat sannaate ki sej pe soyi saanp si sarakti raat yeh raat yeh raat jali ki chipkali raat yeh raat kadi aur kombdi ki raat yeh raat veeraana veeraana hai veeraana dil ko laakh basa le yeh deewaana veeraana veeraana hai veeraana dil ko laakh basa le yeh deewaana ujde ujde rehte hain dil saare veeraano se basta hai veeraana santi se marti hai phunfkaarti hai kaali kodyali raat yeh raat yeh raat jali ki chipkali raat yeh raat kadi aur kombdi ki raat yeh raat na ugli hi jaaye na nigli hi jaaye yeh kaali zehreeli raat pal pal bal khaati pal pal uljhaati palken jhapakti raat sannate ki sej pe soye saanp si sarakti yeh raat yeh raat yeh raat abhi abhi raat badi tezaabi gir na jaaye haath se chand rakaabi abhi abhi raat badi tezaabi gir na jaaye haath se chand rakaabi doob rahe hain
ye raatein ye mausam nadee ka kinara ye chanchal hawa ye raatein ye mausam nadee ka kinara ye chanchal hawa kaha do dilon ne ke milkar kabhi hum na honge judaa ye raatein ye mausam nadee ka kinara ye chanchal hawa ye kya baat hai aaj ki chandni mein ye kya baat hai aaj ki chandni mein ke hum kho gaye pyaar ki raagni mein ye baahon mein baahein ye behki nigahein lo aane laga zindagi ka maza ye raatein ye mausam nadee ka kinara ye chanchal hawa sitaron ki mehfil ne karke ishaara sitaron ki mehfil ne karke ishaara kaha ab to saara jahaan hai tumhara muhabbat jawaan ho khula aasman ho kare koi dil aarzoo aur kya ye raatein ye mausam nadee ka kinara ye chanchal hawa kasam hai tumhein tum agar mujhse roothe kasam hai tumhein tum agar mujhse roothe rahe saans jab tak ye bandhan na toote tumhein dil diya hai ye wada kiya hai sanam main tumhari rahoongi sada ye raatein ye mausam nadee ka kinara ye chanchal hawa kaha do dilon ne ke milkar kabhi hum na honge judaa ye raatein
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Ye Raat Aashiqaana Naya Andaz (1956) 03:27 39196
 
Poster of Naya Andaz (1956)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1956
Lyricist
Jan Nisar Akhtar
Music Director- 
O P Nayyar
Duration : 03:27   Song Number : 39196   

Ye Raat Bahot Rangeen Shagoon (1964) 03:09 14212
 
Poster of Shagoon (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Khayyam (Sharma Ji)
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Kamal Jeet
Duration : 03:09   Song Number : 14212   

Ye Raat Bheegi Bheegi Chori Chori (1956) 04:35 11809
 
Poster of Chori Chori (1956)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1956
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
On Screen Actors- 
Raj Kapoor, Nargis
Raag- 
Kirawani
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 04:35   Song Number : 11809   

Ye Raat Bhi Jaa Rahi Hai Sau Saal Baad (1966) 03:27 14163
 
Poster of Sau Saal Baad (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant - Pyarelal
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Kumkum
Duration : 03:27   Song Number : 14163   

Ye Raat Ek Si (Female) Aadha Din Aadhi Raat (1977) 04:45 12548
 
Poster of Aadha Din Aadhi Raat (1977)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1977
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Asha Parekh, Vinod Khanna
Duration : 04:45   Song Number : 12548   

Ye Raat Ek Si (Male) Aadha Din Aadhi Raat (1977) 05:07 19122
 
Poster of Aadha Din Aadhi Raat (1977)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1977
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Asha Parekh
Duration : 05:07   Song Number : 19122   

Ye Raat Hai Pyaasi Chhoti Bahu (1971) 03:43 15108
 
Poster of Chhoti Bahu (1971)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1971
Lyricist
Kaifi Azmi
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Rajesh Khanna
Duration : 03:43   Song Number : 15108   

Ye Raat Khushnaseeb Hai Aaina (1993) 04:43 12193
 
Poster of Aaina (1993)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1993
Lyricist
Sameer
Music Director- 
Dilip Sen-Sameer Sen
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Amrita Singh, Juhi Chawla
Duration : 04:43   Song Number : 12193   

Ye Raat Suhaani Raat Nahin Dil E Nadaan (1953) 04:12 16224
 
Poster of Dil E Nadaan (1953)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1953
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Ghulam Mohammad
Singer- 
Talat Mahmood
On Screen Actors- 
Talat Mahmood
Duration : 04:12   Song Number : 16224   

Ye Raat Ye Fizayen Batwara (1961) 03:40 11899
 
Poster of Batwara (1961)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1961
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
S Madan
On Screen Actors- 
Jawahar Kaul, Zabeen
Duration : 03:40   Song Number : 11899   

Ye Raatein Ye Mausam Ye Hasnaa Hasaana Pankaj Mullick 03:26 31522
 
Poster of Pankaj Mullick
 
Category
Ghazal
Duration : 03:26   Song Number : 31522   

Ye Raaten Julie (1975) 05:38 17910
 
Poster of Julie (1975)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1975
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Rajesh Roshan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Reeta Bhaaduri
Duration : 05:38   Song Number : 17910   

Yeh Raat Aks (2001) 06:07 39935
 
Poster of Aks (2001)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2001
Lyricist
Gulzar
Music Director- 
Anu Malik
On Screen Actors- 
Raveena Tandon
Duration : 06:07   Song Number : 39935   

Yeh Raatein Yeh Mausam Dilli Ka Thug (1958) 03:49 21482
 
Poster of Dilli Ka Thug (1958)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1958
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Ravi
On Screen Actors- 
Nutan, Kishore Kumar
Raag- 
Kirawani
Taal- 
Dadra Tal
Duration : 03:49   Song Number : 21482